water pitcher auto cad 3D



AUTO CAD 3d ME PANI KA JUG AUTO CAD 3D MODE
1.       Circle command li` type 100 ka circle liya aur circle ko 2mm per offset kiya
2.       Offset ke liye type offset
3.       Offset ke bad presspull command li aur use 300 height rakkhi
4.       Ab niche ka base banana ke liye l type shape banana padegi
5.       10x50mm fir ise 2mm per offset karte hai
6.       Dono taraf se jod lege
7.       Ab revolve command se ise gol karlenge
8.       Ye hamara base tyar ho gya ab ise move command se pipe ke bicho bich rkh denge
9.       Jaise fit ki halat me ho
10.   Pipe ka tapper katne ke liye top view me taper type akrti banaenge use ese rakhenge jaise chiter me dikhaya gaya hai (3)
11.   Ab hame tapper ko jug se subtract karna hai jug hamara tapper ho gaya
12.   Handle kase banaye dekhe uper se niche ki aur line 125mm aur line ke center se ek line 40mm ki line fir 3point arc li golay karne ke baad
13.   Ek circle lenge 12mm ka ab sweep command se sweep krenge click circle enter and click arc
14.   M command se move krenge
15.   Hamara jug tayar

Comments

Popular Posts