auto cad se tire kaise banaye



Auto cad se tire kaise banaye


Ellipse command li  specify axis endpoint of ellipse orleft click and jaha aap point rakhna chate hai left click aura b height ki bari o bhi aap anpne anusar kar sakte hai aur fir enter
Ellips banne ke bad ellipse ke right se left ki aur line line ke liye line command li type line enter likha ayega specify  first point left click kiya line suru aur jaha rakhna chate hai waha fir se left click mouse se ab aapka ellipse lnie se ellpse adha chand ki aakrti aa gayi ab niche wale golai ko trim karte hai trim ke liye sort command tr double enter jis line ko rtim karna usper click kare
Ab aakrti chand ka aakar ban gayi ab ise j enter se join karenge join karne ke baad revolve command se revolve karenge kaise kare revolve type enter likha aa\yega select object to revolve aap object select left click se kare ab likha hua aayega specify axis start point or define axis by ab samne se kitni duri per revolve karna hai yani ki jitni duri rakhenge uski dugni ander ki golayi hogi

Jaise humne type kiya 20 mm 40mm ka dia hi jayega 

Comments

Popular Posts