3D bowel auto cad







 3D bowel  kaise banaye auto cad Hindi me


200mm ka ek circle liya uske bichi bich line command se line khichi yani left se right ki tarf aur uper wala hissa delete kare trim kare tr double enter se

Jo line left aur right se khichi thi use delete kare ab ek line 50mm aur ek niche ki aur line dono sire se ab ise base point per move kare move ke liye m enter select object aur jaha rakhna hai base center me rakha aur uper ki move kiya ji iske ander ki golai hai 50mm use tr double enter se delete kiya ab bich me 50mm ki jagha bachi 50mm ki jo line draw kit hi use m command se jod dete hai j enter kare aur jodle baki ki faltu line ko delete kare ab humne offset command li aur 2mm per offset kiya ab ise half se trim kare trim ke baad aapke pass adhi golayi bachi uper se aur niche se jo dono ke bich gape bacha hai use line command se jode dete hai line se jodne ke baad j enter karke aur aakrti ko jode jodne ke baa dab hum ise revolve command se revolve karet hai revolve hone ke baad hamara ek bowel tyar hai iske uper se cutting wala hissa karne ke liye ek circle liya au rise extrude kiya iske baad jo circle liya ise array karte hai array kaise kare ar enter array ka icon usme polar array select kare select subject per click kar yani jis ko aap array karna chahte hai fir aapko pick point select karna hai humne bowel ka center wala hissa pick kiya array ki ek pic mene dali hai ise ab subtract karte hai subtract command le kar select object enter pehle bowel ko select karte hai enter press karke circle ko select karte hai ye lijiye aapka bowel tyar ho gaya 

Comments

Popular Posts