Autocad 3D subtract command use
Aaj hum use karenge subtract command
Subtract command kab use hoti vo aaj batane wala hu kisi
object me se kisi item ko nikalna hai jaise hame kisi plateme hole karna hai ya
kisi aur aakrti ko kisi bhi plate se nikalna hota hai uske liye hum subtract
command use karte hai mana hame kisi plate se ek cross aakrti ka item nikalna
hai cross bana ke use plate se subtract karte hai
Subtract 3D me use kiya jata hai
Yaha per hum plate me se ellipse ko extrude karke plate se
subtract karte hai
Subtract kaise kare
1
jaise hame ellipse ko subtract karna hai ellipse
ko move command se move karke plate ke center per rakhte hai yani center se
center ko milaya jata hai
2
ab subtract command per mouse left click and
left click plate press enter
3
ellipse per left click and press enter ho gaya
subtract
Comments
Post a Comment