3Dauto cad me table
kaise banaye
1.600x1000mm ka size lete
hai line command li aur type 600enter and 1000and enter
2.Extrude command li aur
type kiya 35mm end enter
3.Table ke char pero ke
liye circle command type D enter 50 enter
4.Ab hum ise extrude
command se ise extrude karte hai 355mm per humne extrude kiya
5.Line command li
500x900mm ki iska midpoint se dono ko cross karte hai jise iska center aajata
hai aur isi parkar 1000x600 ka size tha use bhi ese hi line command se cross
kara taki iska bhi center aa jaye
6.Move command se in dono
ko midpoint le kaer mila diya
7.Aur jobhi line najar aa
rahi hai unhe delete kar diya
8.Pero ke spot ke liye 500x30mm
ki line aur 900x300mm ki line au rise bhi extrude kiya 50mm per aur inhe move
command se end point le ker aapas me jod diya
9.Copy command se inki ek
ek aur copy ker li taki chaurs aakrti ban jaye (pic 3)me dikhaya gaya hai
10.
Move command se dono ke center se center per rakh de taki uper
wale hisse ko spot mile uar ise copy kar ke 180mm per niche copy ki
11.
Aap ki table ready ho gayi
Comments
Post a Comment