autocad 3D Drawing

 Autocad me tire kaise banaye jane ek namuna
Ellipse command li use tire ki shape per rakhna hai jiase chitr me diya gaya hai ab iske left se lekre right take k line command li aur ellipse ka niche wala hissa delete karte hai au rise offset command se offset karte hai
Offset ke liye type offset enter select object midpoint per rakkha and click and type no jitna aap karna chate hai type kare aur press enter fir object oer click kare aur ek aur click niche ki aur
Aur j enter and select all line press enter join ke liye
Join karne ke bbad aap revolve command se ise revolve karoge revolve karne ke baad tire ki shape me aa jayega  tire ki shape me an eke baad tire ke midpoint se ek line li aur 3 point arc liya arc command le ker tire ke bich me jo line khichi thi usse arc leker arc banaya arc banne ke baad use offset kiya side wali line ko joda aur press j enter and select all press enter join hone ke baad ise mirror command se dusri side bhi esa arc banaya aur use extrude kiya extrude karne ke baad ise subtract kiya 



Comments

Popular Posts