AUTOCAD SOLID WORK
AUTOCAD 3D SOLID WORK PART
ISKO DRAW KARNE KE LIYE HAME PEHLE CIRCLE COMMAND LENI
PADEGI AAP CIRCLE COMMAND KE LIYE TYPE 25 AUR 15 MM KA CIRCLE DRAW KIYA FIR
EXTRUDE COMMAND LE KER ISE EXTRUDE KARTE HAI 80MM PER EXTRUDE KIYA DONO CIRCLE
KO EXTRUDE KIYA FIR 15MM WALA CIRCLE KO SUBTRACT COMMAND SE SUBTRACT KIYA IN
COMMAND KI JANKARI LENE KE LIYE MENE POST KIA HAI JISME STEP BY STEP DIYA GAYA
HAI
AB ISKA SIDE WALA PART KAISE BANAYE JANTE HAI
HAME VIEW CHANGE KARNA PADEGA JIS VIEW ME SET HO USE RAKH
KAR AAP LINE POLYLINE LE SIZE 40X40 KALE LE AUR ISE EXTRUDE KAR LE 10MM PER
KARNE KE BAAD
AB ISE FRONT WALA ISSA FILLET COMMAND SE GOLAI KAR DETE HAI
KAISE ( F ENTER R ENTER 20ENTER) AUR SELECT CORNER
DONO CONO KO FILLET KARNE KE BAAD CIRCLE COMMAND LI AUR
PRESS KIYA D ENTER 20 ENTER
ISE EXTRUDE KARKE SUTRACT KARNA HAI AUR FIR ISE COPY KER
LETE HAI 6MM KI DURI HONI CHIYE BICH KI DURI
AB BADE WALE OBJECT KO ONE SIDE PARTING KARNA HAI ISKE LIYE
HUM EK SIZE BANA LETE HAI JISKI 6MM CHDAI HO POLYLINE LI TYPE 10X6MM ISE BHI
EXTRUDE KARE AUE EXTRUDE KARKE MOVE COMMAND LI AUR USE 6MM WALA ISSE SE
MIDPOINT WALE POINT SE OBJECT PER RAKHTE HAI AUR FIR BHI SAHI NAHI MOVE HUA TO
FIR SE MOOV COMMAND LI AUR ISE FIR SE SET KARE AUR FIR HUM SUTRACT COMMAND SE
SUTRACT KARTE HAI SUBTRACT HONE BAAD OBJECT KE BICH ME EK 6MM KA GAPE HO JAYEGA
AB JO DO OBJECT 6MM KI DURI PER COPY KIYA THA USE MOVE COMMAND SE JOD LETE HAI
M ENTER SELECT DONO OBJECT 40 X40 KA THA USE CONE SE UTHA KER PARTITION WALA
UNDER KE TERF MOVE KARKE RAKHTE HAI SAHI SE MOVE HONE KE BAAD UNION COMMNAD SE
ALL KO JOIN KAR LETE HAI
Comments
Post a Comment