autocad curser ke baare me
Aaj
hum baat krenge curser mode ke bare me
Ø Jab aap command window
me commando ka paryog karte hai to curser aapko is baat ki jaankari pardaan
karta hai ki aap is samy kya kar rahe hai curser ka arth yaha per mouse point
se hai
Ø Niman chitro me aap
autocad ke antergat dikhai dene wale curser mod ko dekh sakte hai
Ø Jab mouse point
standard curser mode me hota hai to iska arth hai ki autocad aapke dawara diye jane
wale nirdesho ki partiksha kar rahi hai jab aapko yah curser dikhai de aur aap
object ko edit karna chahte hai to grip ka priyog karke yah karya kar sakte hai
grip wastaw me us verg ko kahte hai jo curser ke bicho bich me dikhai deta hai
Ø Aap autocad ke antergat
mouse point ya curser point select mode me hota hai to iska arth hai ki autocad
aapse point input ki apeksha rakh raha
hai yah ruber bending line ke sath judne per bhi dikhai deti hai
Comments
Post a Comment