3d PLATE SOLIDE WORK

Is solid work ko banana ke liye
view me jaker ke visual styles per arrow rakho ge to aapko conceptual per click karna hai aur aap 3D me pahuch jaoge iske baad apko sw isometric view per click krna hai ab aap drawing banana ke liye tayar hai to chlo draw karte hai line
1 type line press enter 120x90 ka size banana hai aur ise extrude command se extrude karna hai
Extrude kaise kare type extrude enter select object enter type jitna aapko extrude karna hai mene kiya 10mm per
Ab hame 4 hole bana hai uske liye mene line command li aur type 50x90 mm size draw kiya aur iske charo kono per circle command le ker denter 10mm enter
Aue ab ise extrude karna hai extrude karne ke baad ise subtract command se inhe hata dena hai taki hole ho jaye charo hole hone ke baad 60x80ka ek aur size banana hai jo plate ke niche ki side cutting hai uske liye 60x80 ka size le ke baad ise bhi extrude karna hai 5mm per aur ise midpoint se pakdker ke plate ke midpoint per move karna hai move command se
Move karne ke baad aapko ise subtract command le ker ise subtract karna hai lo plate wala kaam to ho gaya
Circle command li D enter type 70 enter
Aur fir 70 ke circle center se ek aur circle lete hai D enter 50enter

Aur ek command hai presspull command se ise pull karte hai 60mm per ab hame iske niche wala spot wala hissa banana hai iske liye aapko 50x10 ki line draw karni hogi aur aapko ise 60mm per extrude

karna hai aur move command se ise sahi parkar laga le view change kare ke dekh le thik hai na juda hua sab thik hone ke baad union command se ise hum ise one piece bana lete hai





<script async src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js"></script>
<script>
  (adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({
    google_ad_client: "ca-pub-6641844686083898",
    enable_page_level_ads: true
  });
</script>

Comments

Popular Posts