3D autocad
Dost is draw ko banana ke liye hame is image ko samjh na
hoga
1 base banana ke liye 40x50 ka side lete hai line command se
line draw ki aur ise 60mm per extrude kiya
Ab hame side wala part banana ke liye 30x20 ka size banana
hoga aur isko uper se fillet karna hoga aur fir circle command le ker d enter 10mm
circle type and enter
Fir ise bhi extrude karee k side ka part ho jaye to use
mirror kare mirror karne ke baad move command le ker ke cone se le ker ke cone
per move karna hai
Ab ayi tapper ki bari iska view badla ker ise tribhuj kon
bana ker ise 30mm per extrude kare fir iske center point se object ke center
point per move karke ise subtract kare ban gaya na
Comments
Post a Comment