autocad me object select kaise kare
Object
select kaise kare
Object ko
select kaise kare aaye jane kaise
·
Autocad ke antergat
yah kary do trah se kiya jata hai pehle trike ko unic object select methed
kahte hai jabki dusre tarike ko
noun/verv methed kaha jata hai
·
Command vindow ke
dawara object select karne ke liye samne jo prompt aata hai vah hai select
object hai esi avstha me mouse pointer y curser me privertan hota hai aur crosshere ke sthan per ek chota
sa verg banaker dikhai dene lagta hai ise ise object selection curser kahte hai
·
Select karya
prarambh karne se pehle apko do suvidhao ko off karna hoga yah dono suvidha
bahut upyogi hai lekin naye pryog kartao ko yah prarmbhik sater per bharmiktar
kar sakti kai
·
Inhe filhal off
karna hi behter hoga yah do suvdhaye hai running onsnap aur onsnaps trekking
·
Aap status bar me ye
pehle dekhe ki yah suvidha on to naHOI HAI yadi on hai to in per click ker de
jisse ye off ho jayenge
·
Ab aap modify tool
bar me jaker move tool ka chunav kare command window me m type karke enter key
press karne se bhi yah karya ho sakta hai esa kare hi curser athwa mouse poi8nt
chhote vergaakar pick box ke rup me parivertan ho ker dikhai dene lagega iska
arth hai ki ab aap object select mode me aa gaye hai
·
Is curser ko jub aap
object ke rupe me le jayenge to yah thoda mota ho ker dikhai dega
·
Jisse aap aur behter
samjh sakenge ki ab selection mode me aa gaye hai
·
Jaise hi aap curser
ke is mode me object per click karenge vah hyalite ho jayega aur
·
Is trh se aap object
ko select ker sakte hai yadi aap select sampt karna chahe to command window me
u type krke enter key press kare
·
Yadi aap object ke
smuhu ko select karna chate hai to w akser type kerke enter press kre
·
Isse curser point
select mode me aa jayega aur select window me jabaap ise click karenge to smsth
object select ho jayega
·
Objecto ka select ka
kary samapt karne ke liye aapko enter key press krna hoga yah baat hamesha
dhyan rakhe ki jab edit hone wale objecto ke selection ka kary pura ho jayega
to enter key ko jarur press kare
Comments
Post a Comment