Solid work 3D modeling

DOSTO AAJ IS PART KO BANATE HAI MUJHE YE TO MALUM NAHI YE KIS JAGH KAAM AATA HAI LEKIN MENE YE IMAGE GOOGLE PER SEARCH KI HAI 











1 50x60 ka size banay line command li aur fir circle command li D enter 30 enter press key
2 circle ko center me rakhenge jaisa chitr me dhikhaya gaya hai aur job hi faltu ki line hai use hum trim karte hai trim command ke liye TR double entre press kare 


Ab hum extrude command lete hai is part ko extrude karte hai 20mm per karte hai extrude karne ke baad hum ek aur circle lete10mm  hai jo hame bade wale circle ke bhich me rakhna hai au rise bhi extrude karke 20ya 30mm per extrude kar lete hai hai ab subtract command le ker ise isme remove karte hai subtract command ke liye subtract type select object enter aur select jise remove karna hai and press enter  

3 ise hum copy kar lete hai co enter 60mm per  front ki aur karte hai ek size aur bana lete hai upper wala hiss eke liye 15x60 ka ise extrude kiya 60mm per aur ise move command se dono me fix kar dete hai dono ko sahi se set karne ke baad
Upper wale hisse me ek hole karna hai iske liye ham eek circle lena hoga D enter karke 10 press and enter kare



Ise bhi center me rakh ker extrude karna hai aur fir subtract command se ise remove karna hai aur hame do circle aur lena hai circle itna lena hai jaise hamara one side se 60mm ka size hai hame circle D enter 30 enter iske under ka circle 25 ka rakh lete hai ise bhi extrude karke ya presspull kare aur move kar le center me move karna hai move karne ke baad union command se join karne sare ko select karker 

Comments

Popular Posts