gear ko banana kaise hai

1 circle command lete hai fir 100type and press enter
isse thoda sa bada ek aur circle lete hai mana 130mm ka liya ab jo bahar wala circle hai usme ek gear wala part banate hai line command li aur 20 and and midpoint se ek aur line li 20ka hi lete hai ye shape hamari ulte ke aakar ki ban chuki hogi ab hum uske end point per line lete hai 5mm ki aur ise hum apas me jod lete hai jodne ke baad hame is trah dikhi dega
iski jo bich wali line hai use apko delete karni hogi aur join command se ise join karna hoga
fir iske baad aapko array command se ise array karte hai
array hone ke baad apko presspull command se 90pe presspull karna hai
yelo ban gaya gear

Comments

Post a Comment

Popular Posts