SOLID ONE PART
Is solid
work ko karne ke liye aapko 40x40 ka ek line draw karni hogi au rise extrude
karna hoga fir iske baad aapko ek aur line draw karni hogi
jiska size
hoga 15x40 ka aur aapko ise bhi extrude command le ker ise bhi extrude karna
hoga 10mm per ise extrude kiya aur fir move command leni hai move command ke
liye type m karna hai 10x40 ko midpoint se utha ker dusre wale ke
midpoint per
move karna hai move ho jane ke baad aapko subtract command leni hai jisme se
hatana hai use pehle select karenge fir jisko hatana hai use select karenge aur
press enter
niche ki aur
chlte hai base point wali line ke center se 15mm line draw ki aura b side ki
aur chalet hai yani ki cone ki aur se line li 7mm aur fir dusri aur se bhi esa
hi karenge yani 7mm ki line yaha se bhi lenge aura b arc lete hai 3point arc in
teeno ko arc kiya aur ise extrude kiya fir ise subtract command li iske liye
aap type ya icon per bhi select ker sakte hai subtract command lene ke baad
select jisme se
remove karna hai yani bade wala part aur press enter select and
press enter lo ji ho gaya
Comments
Post a Comment