3D autocad me ek sath 20 ya jyada hole kaise kare
Dosto aaj me aapko batne wala hu ki 3D autocad me ek sath 1 ya 1 se adhik hole kaise kare ye bahut hi asan hai
(1) jaise humne koi job liya jaise koi gole aakrti ka ek circle liya aur use hamne extrude
command se use extrude kiya
(2) ab hame ek aur circle lene hai yani ki jitna mota hame hole karna hai utna bada circle lenge mana ki hame 5mm ke ho 20 karne hai ya aur bhi jyada krne hai to circle le ker use bhi extrude command se extrude kiya aur hum ise array command se array karte
(3) array kaise kare ye mene apne pehle article me likh chuka hu
array ke hume move command se ise center me rakhna hai aur subtract command se subtract karna hai

Comments
Post a Comment