2D Dimension ka size kaise badhye ye jante hai
Dimension ka size badhane ke liye hame Dimension wale icon per jana hoga ya hame type karna hoga d and press enter fir ek Dimension icon khulega uper likha hoga Dimension style manager uske niche ek option hai modify us per click karna hai
fir uske bad aapke ek aur box khulega (modify Dimension style standard ) text height per jo sabse aage number likha hai use jyada kare jaise 0 hai to 1 ya 1 hai to 2 me badle jisse dimension bada hoga aur uske baad ok press kare ok press krenge to aap ke samne ek aur Dimension style manager khulega use close kare
Comments
Post a Comment