line command 2d

Line command use 1. Line per click kare ya line type kare . 2. Line ko sidha karne k liye GRID off kare f5 ko daba kar line sidhee disha me jati hai 3.Ab jaha se line suru karna chahte hai mouse se left click kare aur jitna aap line ko type karna chate hai type kare jese mene type kiya 100 and press enter 4.Enter karne ke baad mene 100 niche ki aur type kiya aur enter and type 100 left ki direction me lejate hue 5.Aur enter aur upper ki aur direction karte hue type 100 aur ye mera (100x100) ka rectangle chakor figure bangy 6.Aur aap yadi iske kono ko radius dena chahte hai to 7.Type kare f enter r enter me 5 ka radius dena chahta hu to me type kiya 5 and enter 8. Line per click kro use judi hui line per click kare ye left click karna hai 9. Fir enter daba kar dusre kone per bhi left click line and dusri line aaka radius aa chukka hoga 10. Aur dono kono ko bhi radius karna hai to enter hamri command suru ho jati hai dono line per click 11. Radius ho gaya 

Comments

Popular Posts