Array command
1. Click circle per left click mouse on
screen hame circle dikhai dega fir hum type karege 50 aur press enter
2. Fir hum jo
3. Circle per array jo array karna
chahte hai mene type kiya 5 aur press enter
4. Type array aur ek box khulega polar
array per clike karenge
5. Box me( total numer of items ) likha
hoga waha aapko jitney array karna hai utni sankhya dale jese mene 12 likha
6. Aur ab hame object select karna hai object
hai mera 5 ka circle
7. Object select ke samne ek arrow ka
nisan hai usper hum select karte hi box se bahar nikal kar command per aajate
hai
8. Waha object select karte hai aur
press enter
9. Enter kartehi hum box per vapis phuch
jate hai aur waha polar array ke niche right side me arrow ka nisan hoga us per
click (pick center point) likha ayega click karte hi hum circle per pahuch
jayenge
10.
Jo
humne 50 ka bade wala circle tha uske center per click karte hai
11.
Aur
vapis box me niche( ok) per click ho array
Onsnap on kare yadi center na show kare
Comments
Post a Comment